Sunday, September 25, 2011

Fifty fruits Riyadh

50 fruits Riyadh - KSA
Sent on the move from my BlackBerry®

Match fixing happens all the time: Shoaib Akhtar


Controversial former Pakistan pacer Shoaib Akhtar released his autobiography 'Controversially Yours' on Friday. And in an exclusive interview with CNN-IBN, the Rawalpindi Express talked about the startling revelations he made in the book, ranging from match fixing, ball tampering and Sachin Tendulkar not being his favourite batsman and Rahul Dravid is not a match winner!

John Elia - Dubai mushaira (Fariha Nigarina)


Jaun Elia (ranai + ramz + Fariha Nigarina )
------
chara sazoan ki charasazi se dard badnam to nahein hoga
haan dawa do magar ye batla do mujhe aram to nahein hoga

Wednesday, September 21, 2011

Saghir Khayami - Funny Poetry - Yeah Bola Delhi Kay Kuttay Say


ye bola dilli ke kuttay se ghaon ka kutta
kahan se sekhi ada tu ne dum dabane kee
wo bola dum ke dabane ko buzdili na samajh
jaga kahan hay yahan dum talak hiane kee

----------
kaha beitay ne ik tasweer apni maan ko dikhla kar
ye kis ne naam mere baap ka photo pe likha hay
wo boli ye tumhare baap hain baitay ne poocha phir
tumhare saath kamre main wo ganja kaun rehta hay

Saghar Khayymi


Saghar Khayyami poetry on Aam (Mango)

Tuesday, September 20, 2011

Kapugedera last ball six against India

last ball sixer.. Chamara Kapugedera another Javed Miandad!!!!!

Biggest six in cricket history

title says it all, biggest six in cricket history by a Pakistani

Airblue Crash Video (28-07-10)

 
Air blue flight ed 202 (Airbus A321) crashed at Margalla hills, Islamabad on 28th July 2010 just before landing. All (146) passengers and six crew members lost their lives in that tragic incident

Shoaib Akhtar Fastest Bowl 100.2 MPH

wow.. fastest ball ever bowled in cricket history

Most disgraceful moment in the history of cricket


underarm bowling in an International match, what a shame!

Mazahiya Urdu Mushaira - Zahid Fakhri


mujhe ab har haal main lamha lamha muskurana hay
ke sali jee ne karne eid Pakistan ana hay
hamesha se suna tha afatain tanha nahein ateen
suna hay us ke shohar ne bhi us k saath ana hay
ye wo sali hay jis ke sath har size ke bachche hain
inhi bachoan ne ghar main haye kia udham machana hay
yahan tak bhi agar hota to main itna na ghabrata
ke begum ke baray bhaiyya ne bhi Muscat se ana hay
Promote Your Blog

Saghir Khayami - Mazahiya - Tefli Mein Suna Karta Tha Nani Se kahani


tifli main suna karta tha nani se kahani
bachpan hay agar noor to shola hay jawani
jooray main simat jati hain sawan kee ghataen
khul jaye achanak to baras jata hay pani

Thursday, September 15, 2011

Baba Abeer Abu Zari - Mazahiya - Sitaron Say Agay Jahan Aur Bhi Hain



roya hoon teri yaad main din raat musalsal
aise kabhi hoti nahi barsaat musalsal
kante ki terha hoon main raqeebon ki nazar main
rehte hain meri ghaat main che saat musalsal
Chehre ko nae dhab se wo karte hain musalla
bante hain meri maut ke halaat musalsal
ijlas ka unwan hay aklhas-o-murawwat
bad khoi main masroof hain hazrat musalsal
ham ne to koi cheez bhi ijad nahi ki
aate hain nazar un ke kamalaat musalsal
karte hain musawaat ki tableegh wo joon joon
barhte hi jate hain tabqaat musalsal
har roz kisi shehr main hote hain dhamake
rehti hai mere des main shabraat musalsal
mullaon ne Islam ke tukraat kiye hain
maslaat se phailate hain nafraat musalsal
har roz wo milte hain nae roop main mujh ko
perte hain meri sehat per asraat musalsal
peete nahi banti hay to phir jati kahan hay
ye zehan main uth te hain sawalat musalsal
umra k muwafiq hay fiza des mere kee
kat te hain jahan aesh main lamhat musalsal
-------------------------------------------------------------------
awesome poetry by Baba Abeera Abu Zari

Muhammad Javed Sher

Muhammad Javed Sher
Javed Sher (Lion)
Mr. Lion in Baltit (Karimabad, Hunza) during our 2009 trip.

Indian Batsman crying Imran Khan Greatness Another Chance given although...


Srikanth got out plumb LBW off Waqar Younus and started crying, Imran Khan called him back, gave a chance and the cartoon got out next ball caught behind!

Azeez-ul-Rehman Raees (Raikot Sarai, Fairy Meadows)

Visiting card of late Azeez-ul-Rehman Raees (Raikot Sarai, Fairy Meadows) who died in a paragliding event

Thursday, September 8, 2011

Ali Hameed - Aliabad.jpg

Ali Hameed in Aliabad
Gilgit Hunza winter trip - December 2009
Sent on the move from my BlackBerry®

Wednesday, September 7, 2011

Liyari restaurant Dubai

Lyari restaurant
Lyari restaurant
Best Pakistani biryani in Dubai at Lyari restaurant - Deira, Dubai

Sent on the move from my BlackBerry®

Monday, September 5, 2011

few pics from Gilgit, Hunza winter trip

These pics were taken in December 2009 during our visit to Gilgit - Hunza Pakistan in winter


Javed Sher and Ali Hameed
Javed Sher (Lion) and me (Ali Hameed)


Ali Hameed Altit village - Pakistan
Ali Hameed in Altit village

On our way to Altit

Mian Mohammad Javed (alias Javed Lion)

Ali Hameed - Chilas Pakistan
Ali Hameed - Chilas Pakistan

 Just before Gilgit, due to land sliding road was closed
traffic stopped on Karakoram highway (kkh) due to landsliding

 We went to a small restaurant for tea and later we crossed the land slide on foot as we were told that we will have to wait for few more hours..

Karimabad, Hunza valley Pakistan covered with snow

Ali Hameed - Gilgit Pakistan
Ali Hameed - bus station - Gilgit Pakistan

Javed Sher - Pakistan
Javed Sher (Lion)

Muhammad Javed - Karimabad Hunza Pakistan
Muhammad Javed Sher - Karimabad Hunza Pakistan



Baba Shilajit - Pakistan
Baba Salajeet - Hunza

Karimabad Hunza - old town
Karimabad Hunza - old town


Ismaili Jamat Khana - Karimabad Hunza - Pakistan
Ismaili Jamat Khana Karimabad - Hunza Pakistan




Indian helicopter in Gilgit - Pakistan

Gilgit Bus station

Friday, September 2, 2011

Dilawar Figar - Mazahiya - Zindagi Hai Aik Sangum Par_clip1.wmv


Dilawar Figar - serious Nazm Ghalib at the end
----------------------------------------------
hazar logoan ne chaha ke us ke sath chalain
magar wo pehle bhi tanha tha ab bhi tanha hay

Eid in Dubai

Al Eid fi Dubai

Sent on the move from my BlackBerry®

Inayat Ali Khan Mazahiya Funny Mushaira Urdu Poetry Shayari Indian Pakis...


میں نے سوچا تھا کے لوٹا دوں اب اس کی یاد بھی
پھر خیال آیا کہ میرے پاس کیا رہ جائے گا