Wednesday, July 20, 2011

Jon Eliya - bedili kya yuhi din guzar jayenge




----------------------

ye kharabatian-e-khirad bakhta

subah hote hee sab kaam parr jayenge!!

6 comments:

  1. kitnay dilkash ho tum, kitna diljoo hoon main
    kia sitam hay ke ham loag mar jayenge

    ReplyDelete
    Replies
    1. hai ġhanīmat ki asrār-e-hastī se ham
      be-ḳhabar aa.e haiñ be-ḳhabar jā.eñge

      Delete
  2. be-dili kya yuñhi din guzar jayeñge
    sirf zinda rahe ham to mar jayeñge

    raqs hai rang par rang ham-raqs hain
    sab bichhaḌ jayeñge sab bikhar jayenge

    ye ḳharabatiyan-e-ḳhirad-baḳhta
    sub.h hote hi sab kaam par jayenge

    kitni dilkash ho tum kitna dil-jū huun maiñ
    kyā sitam hai ki ham log mar jayenge

    hai ghanīmat ke asrar-e-hasti se ham
    be-ḳhabar aaye haiñ be-ḳhabar jayenge

    ReplyDelete
    Replies
    1. ye ḳharabatiyan-e-ḳhirad-baḳhta
      sub.h hote hi sab kaam par jayenge
      What is meaning of these lines...??

      Delete
  3. kharabatiyan-e-khirad-bakhta,
    Sir what's the meaning of this phrase?

    ReplyDelete
  4. https://www.reddit.com/r/Urdu/comments/52eoeu/what_does_kharabatiyan_e_khird_bakhta_mean/

    ReplyDelete