Friday, September 16, 2011

Saghir Khayami - Mazahiya - Tefli Mein Suna Karta Tha Nani Se kahani


tifli main suna karta tha nani se kahani
bachpan hay agar noor to shola hay jawani
jooray main simat jati hain sawan kee ghataen
khul jaye achanak to baras jata hay pani

No comments:

Post a Comment